Thursday 18 December 2014

Few Lines on Life

Zindagi Do Pal ka Mehemaan hai 

 Zindagi Do Pal ka Mehemaan hai ,

Ise jile oh Mere Yaara

Pat nahi Mahut kise aayegi ,kise  Roop mein Ayegi 

Is liya  hum aksar khethe hai ki kushiyaan bhantte chalo  aur sab ke dil mein pyaar ka deep jalate  chalo

Gille , sikve Meetate Chalo  aurKushi ke geet gate chalo

 Kyun ki Zindagi Do Pal ka Mehemaan hai 




Zindagi woh chez hai jo hume Sukh or Dukh ka  Amubhav  karti hai  
Aavo  usse gale lagathe hai  


 Kyun ki Zindagi Do Pal ka Mehemaan hai 

Nerashayoons se bhaara  jeevan ashayoons ki Kiran bhan jata hai 
Aye Mere pyaare Yaara   Zindagi KO gal lagana   per Mahut ko nahi   
Kyun ki jeevan Anmol toofa hai  humara koi hakh nahi ise maar ne ka ve sirf Parnatma ka hakh hai 

 Kyun ki Zindagi Do Pal ka Mehemaan hai 







Jeevan ji ne ke andaaz ko uss asman per  udanewale Panchi se lina  chahiye  jiska golsla tu jata hai badaloon ki Grjne se Per vah Panchi Kabhi Nerash nahi hota hai  Aur aage bagta hai 
Isi tarah hum bhi Sabi Mushkillon se Musurahute hua khahna chahiye ki aaye  mushkil  aagavo mere gale lag jaoo  mujhe tum se kyun  Darna 

Toh Dekhna vah mushkil Door Chala jayega  Humesha  humesha  ke liye  

Kyun ki Zindagi Do Pal ka Mehemaan hai



 

Pyaar Karna Zindagi seaur tumhara Jeevan mein hoga Uddhar  
Perm Karna per   dwesh Na karna 

Zindagi Kubsoorat hai  jab hum Sabko ek hi Atama kahelte hai  
Toh hum Jeevan mein Santhostii la skhte hai 
 Ay hi hai Zindagi ka bol bala  

  Kyun ki Zindagi Do Pal ka Mehemaan hai 


 

This sweet song written by me , Hope ,Y'all enjoy it 

With lots warms hugs and love


Writer Gal

No comments:

Post a Comment

Please let me know your thoughts :-)